mohabbat hai tujhse isko kaise bayan karu mai,
tu miljaye zindagi me bas khuda se yehi dua karu mai,
agar tu na milpai mujhe to sochkar guzar dun zindagi,
agar tu na milpai mujhe to sochkar guzar dun zindagi
ke aashiqui kismat me nahi,
iske alawa aur kya karun mai,
mauth ko gale laga na chahta hun mai,
mauth ko gale laga na chahta hun mai par kambakhat milti hi nahi,
ai khuda bata ise paane ke liye kya karun mai,
mushkilo me hun ghire firta hun darbadar is ummed me ke milegi woh mujhe ek din,
jina to nahi chahta hun par,
jina to nahi chahta hun par,
par is dilko manane ke liye KYA KARUN MAI.
Friday, March 28, 2008
Kya Karun Mai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment